Crossdressing Story with love and emotions

Amrita aur Aakash ki love marrige unke parents ki marji ke khilaf thi dono ne samaj aur risto ko pichhe chhdkar apni nayi duniya basayi. jaha unhe koi nahi janta tha. Aman ne ek call center me job pakad li aur Amrita ne bhi ek beautiparlor me kam shuru kar diya tha.

Monday to saturday to pata hi nahi chalta ke ghar me koi raheta bhi hai par sunday dono ki chhutti hoti aur pooora ghar khushiyo  se bhara raheta tha. Dono din me aksar movie dekte aur sham ko romance karte aise hi maje se sunday kat jata.

Aaj aakash ka birthday tha aur pata nahi amrita kaise bhool gayi thi raat ko 12 baje normaly wo hamesha aakash ko with kar deti thi par is bar aisa kuchh nahi hua agla poora din bhi khali hi gaya sham ko dono apne kam se wapas laute normal khana khaya aur sone ki taiyari par nothing new.

Akash ko kuchh boora laga par jab usse raha nahi gaya to usne hi amrita ko yaad aaya aur tab jakar amrita ko yaad aaya aur amrita ne sorry bol kar Amit ko ek kiss diya aur bataya ke kai din se fb nahi chala payi to notification miss ho gaya par akash ka gift udhar raha aur aaksha se puchha ke tumhe kya gift chahiye .Aaksha bola mera gift to tum hi ho jo tumne pasand ho. To Amrita boli han par tumhe kya chahiye wo to batao .

To Akash bola baby jo tumhe thik lage mujhe sab chalega, mujhe tumhari pasand par poroa vishwas hai. Amrita boli thik hai par bad me mat kahena ke ye kaise kapade hai aur change karane main nahi jane wali . to Aakash bola han thik hai.
Saturday parlor jane se pahele Amrita market jakar aaksha ke liye bahut achhchhi si tshirt le aayi aur parlor me counter par sambhal kar rakh diya , aur apne kam me lag gayi. Sham ko usne apna parcel uthaya aur ghar aa gayi.
aur jab Aakash ko boli ke mere pas tumhare liye ek mast gift hai par uske liye tumhe apni aankhe band karni padegi . fir aakash ki aankho par ek kali patti  bandhi aur use ek packert dekar boli tum ise paheno main tab tak ham dono ke liye chay banati hun.
Aakash ki aankhe bandhi thi to usne hath ke sahare se hi packet khola usme jo dress thi wo kuchh ajib lagi use laga shayad kurta hai usne jaise taise bina aankhe khole pahen liya aur Amrita ke aane ka wait karne laga.

Amrita hatho me chay ka cup lekar aayi aur usne jab Aakash ko dekha uski hasi chhut gayi kyun ke aaksh ne amrita ki di huyi shirt ki jagah par ek anrakali dress thi amrita ne turant chay ka cup side me rakha aur aakash ke pas aayi aur uske hatho ko apnehath me rakha aur boli aakash ek bat bataun tum bahut achche lag rahe ho , aaksh to pata hi nahi tha ke amrita kis context me kahe rahi hai aur fir amrita boli aur isi liye tumhe meri taraf se ek gift aur aakash ki lips par ek kiss diya. aur kiss dete huye hi aakash ki aankho kod di aur aakash ko boli surprise . aakash ne khud ko aaine me dekha aru gussa hote huye bola ye kya majak hua tumne bolat tha ke tum mere liye gift laogi aur tum ye kya le aayi .
Amrita boli main to shirt hi layi thi par lagta hai parlor me kisi se parcel change ho gaya hai par ye bhi achchha hi hua warna mujeh to kabhi pata hi nahi chalta ke tum kitne achchhe lagte ho dress me bhi aur boli chalo tum ye abhi utar do kisi aur ki dress gandi nahi karte hai .

aur ham movie dekhne chalte hai chalo fatafat change kar lo waise tum chaho to aise bhi chal sakte ho jyada maja aayega aur ye bol kar dono hasne lage .  Movie dekhne ke bad aise hi tahalate huey amrita ne aakase se ice cream ki demand ki . aur aakash uske liye icecream lene ke liye road cross karke us par gaya icecream liye paise diye aur rod icecream gale na ye dekhne ke chakkar me uski najar road par thi hi nahi.

Aur road par karte huye achanak ek teji se aati huyi car ne use kaskar takkar mar di aur teji se nikal gayi. Amrita ko samjh hi nahi aaya ke achchanak kya ho gaya aur uski aankho ke samne aakash khun me lath path pada tha sir fat gaya tha pair par se gadi chadh gayi thi woh dard se tadap raha tha ice cream sadak par padi thi aur amrita road ke uspar thi. amrita bhagti huyi akash ke pas gayi bhid jama ho gayi thi pata nahi kis bhale insan ne hospital call kar diya tha.

Najdik ke max hospital me use bharti karaya gaya. Well trained nurses doctors and staff ne use turant admit kiya aur ilaj shuru kiya. Amrita ka boora haal tha koi tha nahi jise wo call karke madad ke liye boola sake aur itne bade hostpital ka bill kaise chukayegi  ye bhi nahi samjh aa raha tha. alag alag dabaye medicine test ho rahe the Amrita ka dil baitha ja raha tha kyun ke uske pas saving ke naam par kuchh  nahi tha sivay aakash aur uske pyar ke . par hospital ke bills to pyar se nahi bhare ja skate the usne aakash ke dosto aur manager ko call kar diya sab aaye santvana dekar chale gaye par financial support kisi ne nahi kiya company ka hr bhi bas ye hi bol paya ke company ka suport apke sath hai aur policy aur pata nahi kis kis ki bate karke wo bhi kuchh khas nahi kar paya.

Amrita ka ek ek din bhari ho raha tha ro ro ka aadhi ho rahi thi aaksh bhi behosh tha aur use kisi ko bhi milne ki iajjat nahi thi . doctors ne amrita ko bataya ke akash ka operation hona hai aur usme kafi kharcha hai par koi bhi usse paise jama karane ya paise ki demand nahi kar rahe the sare ilaj ho rahe the par amrita ko samjhe nahi aa raha tha ke wo itne paise kaha se layegi.

sirf ek chij jo amrita ne ab tak notice ki thi ke jab aakash ke dost aaye the tab ek unknown person bhi aaya tha jo aksar aata aaksh ke bare me pata karta par use kabhi amrita ne nahi dekha tha ya janti thi. Din bit rahe the hostpital ka ilaj chalta raha operation bhi hua aur kuchh din ke baad aakash ko hosh aaya use ICUse nikal kar alag room me shift kar diya gaya sab kuchh clean saaf safai bhi bahut achchhi thi sabhi doctors nurses akash ka bahut dhyan rakhte jaise unki hi family ho. Amrita bahut khush thi par bill ki tention me bhi thi aur wo aaksh ko is bare me batakar tention nahi dena chahti thi.

Fially aakash ne recover kiya aur discharge ka time aaya bill bhi aaya par jab amrita ne dekha ke bill already paid hai aur use ab kuchh nahi dena hai to uski aankho se aanshu nikal shukriya aur ahesan ke aanshu ke si duniya me achchhai aaj bhi hai . fir usne aakash ko is bare me bataya to aakash bola are yaar tumhara pati hamesha aage ki sochta hai maine pahele hi max ka health and life insurance ham dono ka le rakha hai jisse ki hamara future secure rahe aur tumne notice nahi kiya  kya ek ladka jo roj mujhe dekhne aata hai aur mujhse mere hal chal puchhne aata hai wo max ka advisor hai jo hamesha mujhe himmat dilata tha ke sab thik hai aur main bas recovery par dhyan dun paiso par nahi hospitalization hamari zimmedari hai .Max ki team hamesha hamare parivar ke sath parivar ki tarah khadi hai . aur isi ne mujhe fir se apne pairo par khade ho kar ghar jane ki himmat di hai warna main bhi jab hosh me aaya tha to paiso ki soch kar bahut dar daya tha aur hamare future ki soch kar ke mere bad tumhare kya hoga tum akele ye sab kaise manage karogi. Par dekho sab achchah hai ab .

Thank god Aakash ne insurance liya tha socho agar usne insurance nahi liya hota to kya hota Amrita ka. Abhi bhi kuchh nahi hua hai aap socho aur agar apni family ko protect karna chahte ho aur unke future ko secure karna chahte ho abhi  what app me (Anita at +919891335772 )

Kahani kaisi lagi batane ke liye bhi whatapp kar sake hai Number yaad hai na +919891335772

Safe raho Aawad raho aur khush rahene ke liye mere blogs ko padhte aur enjoy kar te raho.

2 comments:

  1. Bahut badiya story hai. Agar Amit ne na socha hota karane ke liye to amrita paisa kaha se lati yahi soch soch kar amit ki tabiyat or kharab ho jati paiso ki tension lekar. Isliye sabhi ko karana chahiye health and life insurance.

    ReplyDelete
  2. Bahut hi khubsurat story 👌👌👌

    ReplyDelete