This is your full premium story content. Let the drama begin... ✨📖
Ankita hasi se boli, “Main bata dungi. Par pehle mujhe ek baat puchhni hai… Ankita ne kuchh bhi gol mol nahi kiya ,seedha Question daag diya . Mujhe tum dono me kuch gadbad lagti hai. Kya tum logon ke beech koi ladai hai? Kuch chhupa hai kya? Amit bhaiya ki kasam hai Amrita bhabhee tumhe , jhooth mat bolna. Main tum dono ke rishte me daraar bardasht nahi karungi. Meri duniya bas tum dono se hai , tum dono ke alawa mera hai kaun is duniya me”
Amrita pehle chup rahi. Phir dheere se uski aawaz tootne lagi. Ankita ka yeh insistence, uski pareshani, sab kuch Amrita ko pareshan kar raha tha par Jab Ankita ne Amit ki kasham di to wo toot gayi . Aankhon me aansu le kar Amrita ne kursi par baithte hi sab kuch batana shuru kar diya — accident ka manzar, papa ka mar jaana, hospital ki raaton ki darawani tasveer, aur har baar jab Amit use kareeb aata to jo woh flashback dekhti, kaise uske andar se chillane lagti.
“Jab Amit mere paas aata tha,” Amrita boli, “mere dimaag me wahi road, woh truck, papa zameen par... main dar jaati thi mujhe lagata ke wahi sab phir ho raha hai. Isliye suhagrat ki paheli raat ko maine amita ko dhakka diya jab mujhe kiss karne ki koshish kar rahe the main bahut dar gayi thi wo isi dar me dhakka bahut tej lag gaya jisse wo bistar se niche gir gaye.
Ankita chup-chaap sun rahi thi. Uski aankhon me samvedna thi, par saath hi gusse ki bhi ek jhalak saaf dikhai de rahi thi — gussa Amit ya amrita par nahi , balki us halat par jo Amrita ko mila.
Amrita ne aage bataya, ye sab kuchh ki bajah se mujhe lagta hai ke amit ka kahi affair chal raha hai aisa mujhe lagta hai par samjh nahi aa raha hai kaha aur kisse sara din to mere sath offiece me ghar me meri aankho ke samne rahete hai social media wo chalate nahi par ghar jab ham let jate hai to wo kurshi par baith kar mobile me pata nahi karte rahete hai ghanto tak samjh nahi aata hai , main waise to un ki ki jasusi nahi karti mujhe un par poora vishwas hai par ladki hun na jasusi khun me hai tum to didi samjh hi sakti ho to maine ek do bar mobile me history bagairad dekhi par kuchh nahi mila koi message ya call kuchh bhi . mobile me browsing history ek dam saaf hoti hai isliye mujhe bahut dar lagta hai ke aakhir chal kya raha hai kahi amit mujhe chhod to nahi denge aur is jalim duniya me mujhe fir se akela to nahi kar denge aur ye bol kar amrita aur ankita dono ek dusre ko gale lagakar foot foot kar rone lage.
Ankita ne gehri saans li. Dil me dard tha, par dimaag tez chal raha tha..
Ankita boli Bhabhi isme tumhari koi galti nahi tum khud ko guilty feel mat karao.
Amrita ne aansu pochh kar kaha, “Main nahi chahti ki koi tisri hamare beech aaye . Main Amit ko bahut pyaar dena chahti hoon jo usne mujhe diya. Par main darr se jeet nahi pa rahi. Aur Amit ko samjh aata ki main kya jhel rahi hoon isliye wo bhi chup hai .par main amit ko khona nahi chahati hun. Agar Amit ne mujhe chhod diya to main mar jaungi didi .aur dahade mar kar rone lagi jaise kai din se bhara gubar jo wo kisi se bata nahi pa rahi thi aur jo use andar hi andar jala raha tha aaj aanshuo ke sath bahe raha tha aur jaise uska dil halka ho raha tha ke ab wo akeli nahi hai koi hai jo uski madad karega use sunega sahi rasta batayega.
Ankita ne haath pakad kar kaha, “To phir chup mat raho. Jis tarah tumne aaj mujhe sab bataya, waise hi ab hum dono Amit se milkar baat karenge. Par softly —aur smartly. Tumhari chot abhi nayi hai; therapy chahiye, waqt chahiye. Aur Amit ke liye bhi— woh jo chup hai lekin, uska matlab yeh nahi ki woh tumse pyaar nahi karta. Par ye secret rishte ko kharab kar dega agar humne time par baat nahi ki.
Tabhi Ankita ke dimag me ek bat aayi aur boli bhabhi lekin jab tum dono office me sath hote ho ghar sath aate ho ghar par sath rahete ho aur tumne kabhi use kisi se phone par message ya chat par bat ya chat karte nahi dekha amit ke mobile me aisa kuchh galat nahi dekha to tumhe kaise pata ke wo kisi ladki ke chakkar me hai ho sakta hai tum kuchh jyada hi soch rahi ho aur amit bhaiya aisa kuchh galat kar hi na rahe ho. Pahele hame ye pata lagana hoga ke wo phone me kya karte hai aur sach pata lagne ke bad hi kisi bhi natije par pahuchana chahiye
Amrita ne jhuk kar Ankita ko gale laga liya. “Tumne mera bojh halke kar diya. Main darr gayi thi pata nahi kya hoga. Par ab… main sach pata laga kar hi rahungi Amit ka. Par kaise ye mujhe aaj nahi pata hai par tum mere saath rehna didi ham sath mil kar sach pata lagaa kar hi rahenge aur main amit ko bahut sara pyar dungi wada karti hun didi.
Ankita ne plan bana liya — Amit ka birthday ek mauka tha, na sirf celebrate karne ka, balki sachai aur pyaar ke saath ek sehatmand shuruaat karne ka. Woh kehne lagi: abhi birthday me do din hai hamare pas bas aaj ki rat hai ye pata lagane ki aakhir amit mobile me karta kya hai aur sach pata lagne ke baad ham aage ka plan kal banayenge.
Kafi der sochne ke baad ankita khushi se kudne lagi aur Amrita ke kaan me ek plan banaya Amrita ko thoda dar to laga par anmane man se usne bhi han kahe di
Din bhar amrita aur aankita plan ke execution par dimag lagate rahe aur raat hote hi plan ka execution shuru hua sab kuchh normal tha
Teeno ne mi kar khana khaya baut sari bate ki hasi majak aur hasi thintholi ek dusre ka majak udana aur chidhana karne ke baad amit ne aaj dono ladkiyo ko icecream khilane le gaya aur fir tino sone ke liye kamaro me gaye amit ki aadat thi sone se pahele dudh lene ki to Amrita amit ke liye garam doodh lene gayi aur Amit apni pyari aaram chair par baith kar apni favourite fantasy kahani ki website https://beingfaltu.blogspot.com par kahaniya padhne baith gaya wo idhar udhar dhyan bhi rakhta ke kahi achanak se amrita na aa jaye aur use ye kahaniya padhte na dekh le . Aaj usne office me hi dekh liya tha ke uski favourite kahani ki website par ek nayi kahani post huyi thi wo sara din sham hone ka wait karta raha jisse wo aaram se baith kar kahani ko poore maje se padh sake aur fir kahani ki duniya me apne unsujhe sawalo ke jabab dhundhte huye so sake
Amrita ne use dudh ka glass diya aur roj ki tarah bistar par jakar let gayi roj aisa hi hota tha isliye amit ko koi shak nahi hua usne dudh piya amrita ko good night bola aur kaha ke wo thodi der me bistar pa aajayega amrita so jaye .
Par jaise hi amit ne doodh piya use bhaut tej nind aane lagi use samjh nahi aaya ke kya hua amrita ko jaise andaja tha ke aisa hi hone wala hai isliye usne amit se kaha lagta hai tumhe nind aa rahi hai aur fir wo apne bistar se jaldi se uthi aur amit ke hath se mobile chhin kar side me rakha jisse amit ko mobile se history delete karne ka mauka hi na mile aur uska hath pakad kar bistar par le gayi aur use litakar uska sir dabane lagi
Amit ko sab natural lag raha tha par ye sab amrita aur ankita ka plan ka hissa tha ab Amrita intejar kar rahi thi amit ke sone ka aur jab amit so gaya wo jaldi se amit ke mobile ke pas gayi aur use aaj Amit ka secret mil hi gaya tha usne amit ki favourte website https://beingfaltu.blogspot.par kahani padhana shuru kiya ab amrita ko bhi maja aane laga tha kahani padhne me usne is website ko apne mobile me khol liya aur amit ka mobile jaisa ka taisa rakh diya jaise kuchh hua hi nahi ho
Amrita raat bhar kahani padhti rahi par uska man nahi bhara tha ab Amrita ke man me bhi ek ichchha jag gayi thi bondage ki wo ek bar amit ko bistar par bandh kar uske sath suhag rat manana chahti thi aur chahti thi ke amit uske dono hath pair bandh kar uski aankho par kali patti bandh kar uske sharir ko chhuye use kiss kare romantic bate kare use tadpaye tarsaye , use bandh kar apne sare kapade utar de aur fir bandhi huyi amrita ke bhi badan se sare kapade dhime dhime utare uske gore badan par apni ungliya ghumaye use gudgudi kare uske nipples par kiss kare hontho ko apne hontho me legar love byte de
Ye sab jab wo soch rahi thi amrita ke andar ek sex ki aag jal gayi uska poora sharir garam ho gaya tha wo chahti thi ke koi chamtkar ho aur amit abhi uth khada ho aur uski ichchhaye poori kare par amit uthane wala nahi tha subah tak kyun ke jo bada amrita aur anktia ne doodh me milakar pilayi thi uska asar subah tak rahene wala hai , to amrita ko aaj rat bhar is aag me jalna hi hoga koi uski aag bujha nahi sakta isliye amrita ne socha shayad thande pani se nahane se kuchh aaram mile
Amrita jab bathroom me gayi apne kapade utare aur full size kanch me apne gore dudh jaise badan par bade bade bhare stan ko dekha uske andar ki sex ki aag jaise jwala mukhi ki tarah fatane ko taiyar thi amrita ne khud ko dekha apne private ke aspar aur hath aur pairo par uge chhote chhote baal ko dekha usne shadi ke baad se ab tak kabhi bhi wax nahi karwaya tha to amrita ne raat me hi hair removal cream se sare baal apni private ke aspar ke jangh pair hath pet breast sab jagah se hair remove kiya ab uska sharir ek dam chikana ho gaya tha aur ab uski body aur jyada chamakane lagi thi
Hair remove karne ke baad amrita na jaldi se thande pani se naha kar khud ko saaf kiya fir tauliya se khud ko pochha aur bina kapade pahene hi poori nangi kamare se bahar aa gayi amit kamare me behosh so raha tha bechara amit jis chij ko pane ke liye itna pareshan tha wo chij aaj khud chal kar aayi to wo gadhe ghode bechkar so raha tha
Amrita ke apne poori body par mosturiser lagaya aur fir ek halki si nighty pahen kar so gayi ek bar ko to uska man tha ke wo bina kapade pahene hi so jaye par fir kuchh soch kar usne kapde pahen kar sona hi sahi samjha.
Subah dono uthe sab kuchh normal amit amrtia se pahele utha apna mobile dekha jaldi se history delete ki aur office ke liye taiyar hone ke liye washroom gaya aur amrtia uth kar chay banane ke liye gayi amit ko kapade diye aur amit ko boli uski tabiyat thik nahi hai to aaj wo office nahi jayegi amit ko pata tha ke amrita aur ankita uske birthday ke liye kuchh na kuchh plan kar rahi hogi isliye ye bahane bana rahi hai aur wo kuchh bhi kahene se samjhegi nahi isliye amit ne bhi pressure nahi diya
Amit ke jane ke baad ankita kamare me aayi
Amit office gaya hua tha. Ghar me halki si khamoshi thi — par woh khamoshi khushiyon se bhari thi. Amrita ne ankhen pochh kar Ankita ko sab kuch bata diya tha: Amit ke phone me saved woh websites, browser history, aur jo chhupi hui duniya Amit padh raha tha.
Ankita pehle hairan rahi, phir hasi se phat padi. “Arre bhabhi, aisa to sab ladke karte hain,” woh boli, “par main khush hoon ki koi ladki nahi hai. Warna kya scene hota!” Dono zor se hansne lage. Hansi ke beech khushi aur relief ka ek chhota sa aansu bhi chhalak pada — kyunki jo secret tha, ab share ho gaya tha.
Lekin phir Ankita thodi serious ho gayi. “Par bhabhi, gandi websites padna sahi nahi. Agar tum dono isko chhupate rahoge to rishte me doori aur badegi. Humko isko sudharna padega. Aur punishment bhi milni chahiye—taaki bhaiya ko samajh aaye.”
Amrita ne sharm se sir jhuka liya. “Sach bataun? Kal raat main bhi thodi der padh baithi thi. Aur sach me, kuch pal ke liye main bhi uljhan me aa gayi thi. Maine bhi apne haathon aur pairon ke baal shave kar liye—socha thoda sa ready ho jaun, par fir socha—arey kya main bhi pagal ho gayi hoon?” Amrita ne apne gore bina baalon wale pair utha kar mazak me dikhaye. Dono phat padi hansne lagi.
“Dekha, tu bhi guilty hai!” Ankita boli aur phir fussy badi behen wali tone me boli, “Toh phir dono ko saza milni chahiye
Plan ban gaya, aur dono ne ek dusre ko gale laga kar promise kiya — ab kuch bhi chhupaya nahi jayega. Amrita ko halka sa sukoon mila; usne socha ki Amit jab samjhega aur khul kar bolenge, to rishte wapas theek ho sakte hain.
Raat ke waqt jab Amit ghar aayega to surprise bhi ready hoga — par sabse important moment woh private baat hogi jo teeno mil kar rakhenge. Ankita ne thoda mischievously kaha, “Aur agar Amit mana kare to main usko ek din ghar ke sab bartan dhulwa dungi — woh bhi bina complaint ke.” Amrita hasi se boli, “Aur agar fir bhi nahi sudhra to main uska favourite shirt ek din se chipka dungi — taki use yaad rahe!”
Hansi aur halka mazak chal raha tha — par dono behne sach me serious thi. Dono ka maksad clear tha: Amit ko force nahi karna, par saath lana. Unko samaaj ka pressure nahi chahiye tha, bas ek safe corner jahan sab bata sakein, heal ho sakein.
Jab Amit ghar lautega, cake ka diya jal raha hoga. Lekin us raat ka asal surprise ye tha ke ghar me sirf party nahi, balki sachai ki baat bhi honi thi — pyaar se, samjhane se, aur ek chhote se “punishment” ke zariye accountability laane ka irada.
Plan ban chuka tha, ab use execute karna tha. Ankita aur Amrita dono ne mil kar ghar ko sajana shuru kiya. Balloon, ladi, jhalar — poore ghar ka mahol ek chhoti si shaadi jaisa ban gaya tha. Har kone me mithas aur excitement ki khushbu thi.
Subah se hi dono behne planning me busy thi. Jab thoda time mila, toh dono parlour nikal gayi. Wahan aankhon ke upar thread ki halki chubhane wali feeling ke saath eyebrows set karwaye gaye. Amrita ne decide kiya ki aaj ka din sirf birthday hi nahi, uski aur Amit ki zindagi ka naya chapter bhi hoga. Usne apne dono hathon par mehndi lagwayi, jaise woh pehli baar suhagan bani ho. Mehndi ki khushboo ke saath uske dil me ek naya jazba tha — aaj woh Amit ki chhupi hui ichchha ko poora karne ka irada karke aayi thi.
Amrita ne lingerie shop se kuchh khaas cheezein kharidi — delicate lace wali bra-panty set, fishnet wali bold nighty — jo usne pehle kabhi khud ke liye socha bhi nahi tha. Usne un sab ko carefully ek bag me rakha aur andar hi andar sharma gayi. “Aaj main Amit ke liye dulhan banungi… aur unhe wahi happiness dungi jo wo chaahte hai,” usne socha.
Dusri taraf Ankita apne simple swag me thi. Usne sirf eyebrows set karwaye aur ek thaila lekar ghar laut aayi. Amrita ne curiosity se pucha, “Arre Ankita, is bag me kya hai?”
Ankita mischievously muskurayi, “Bhabhi, surprise hai. Bhaiya ke liye punishment bhi plan karni hai na. Tumne unhe khush karne ka part sambhal liya, ab unhe thoda embarrassed karne ka part main sambhalti hoon. Dekhna, maza aayega!”
Amrita thoda sharma gayi aur bola, “Bas dhyaan rahe, unka dil dukhna nahi chahiye.”
Ankita hansi, “Arey bilkul, par thoda sa twist to banta hai. Bhaiya ko yaad rahega ye birthday.”
Ghar laut kar dono ne apne apne bags side me rakhe. Ghar saj chuka tha, khushbu aur chamak se bhar gaya tha. Amrita apne room me gayi aur shishe ke saamne khud ko dekha. Mehndi, bangles, aur woh bag me rakhi cheezein — uske dil ki dhadkan tez ho gayi. Aaj raat sirf Amit ka birthday nahi, balki un dono ki suhagrat bhi shuru hone wali thi…
Ghar saj chuka tha. Balloons ki khushboo, jhalar ki chamak aur corner me rakhe cake ka meetha sa smell — sab kuch ek dreamy atmosphere bana raha tha. Ab sirf Amit ke aane ka intezaar tha.
Amrita ne shishe me apne aap ko dekha. Mehndi ke gehre rang uske dono haathon me chamak rahe the, laal chudiya khanak rahi thi. Payalon ki halki si jhankaar uske har kadam ko musical bana rahi thi. Balo ki laton ne uske chehre par ek alag hi noor bhar diya tha. Ankita bhi usse dekh kar muskurayi — “Bhabhi, bhaiya to pagal ho jayenge tumhe dekh kar!”
Dono behne hansi-mazaak kar rahi thi, tabhi Ankita ke chehre par ek soch ki lakeer ubhri. Usne apna maatha thoda sa sikoda, jaise ek question uske dimaag me chipak gaya ho. Amrita ne notice kiya aur puchh liya,
“Arre kya hua? Achanak itni serious kyun ho gayi?”
Ankita ne dheere se kaha,
“Bhabhi… ek baat batao. Agar tumhari problem sirf accident aur papa ke death ki wajah se hai, to phir ab tak itne mahine kyon nikal gaye? Matlab dukh samay ke saath kam hota hai, par itna zyada… abhi tak? Kahin asli wajah kuch aur to nahi?”
Ye sunkar Amrita ka dil ek dum se dhadak utha. Usne apna gala sukha hua mehsoos kiya. Uske man me khud hi sawal uth gaya — “Sach me… kya problem sirf wahi hai? Ya Amrita ke andar koi aur baat hai jo wo samajh nahi paayi?”
Usne apni mehndi lage haathon ko dekha, jinhe usne Amit ke liye sajaaya tha. Uske andar ek kasak si uth gayi.
“Main kyun itne din tak sirf accident ka excuse banati rahi? Kya main Amit ko pyar nahi karti hun kya ye sach me pyar hai ? Kya unki ichchha, unka dard, unka man main padh nahi paayi, kya main kabhi unhe wo sab khushi de paungi jinka unhe poora hak hai ?”
Amrita ne aankhon me aansu bhar kar kaha,
“Ankita… tu sahi keh rahi hai. Shayad asli wajah wo nahi main hi hun. Shayad… main hi Amit ko wo pyar dene me peeche reh jati hun .”
Dono behne khamosh ho gayi. Ghar abhi bhi saj-dhaj kar khada tha, par ek pal ke liye lagne laga jaise chamak-dhamak ke beech koi andhera ghus aaya ho.
Amrita ne apne dil me kasam khayi — “Aaj raat main Amit ko wo sab de kar hi rahungi chahe jo bhi ho jaye “
Ankita ki baat sunkar Amrita ekdum se chup ho gayi. Uske chehre par shringaar ki chamak thi, mehndi, chudiya aur payal usse dulhan jaisa roop de rahe the, par uske dil me abhi bhi ek khauf ka saaya tha.
Ankita ne saans bhari aur boli,
“Bhabhi, socho na… agar aaj raat bhi wahi hua, to bhaiya ke dil par kya guzregi? Wo to din gin rahe honge, kab unki khubsurat biwi unke kareeb aayegi. Agar phir se panic hua, to bhaiya ke armaan toot jayenge. Aur agar unka dil hi toot gaya… to kahin wo galat kadam uthane par majboor na ho jayein? Ya phir tum dono ke beech ki doori aur gehri na ho jaye?”
Amrita ki aankhon se aansu tapak gaye. Usne halki si rooh se kaha,
“Main kya karun Ankita? Ye panic attack mere control me hi nahi aate. Main samajh nahi paati ke jaise hi Amit kareeb aate hain, mere dimaag me wo accident, wo khoon, papa ki cheekh… sab flash ho jaata hai. Mera sharir sath nahi deta. Main Amit ko dukh nahi dena chahti… par main khud ko bhi rok nahi paati.”
Ankita ne Amrita ke aansu pochhe aur uska haath pakad kar bola,
“Bhabhi, iska matlab ye hua ki tumhe help chahiye. Apni problem ko accept karna hi pehla solution hai. Bhaiya tumse mohabbat karte hain, unhe sirf tumhari zarurat hai. Agar tum unhe sach sach bata do, to wo khud tumhara saath denge. Shayad professional help bhi le sakte ho — doctor, counselor… ye sab aam baat hai. Aur waise bhi, main aur tum dono mil kar unhe samjha denge. Tum akeli nahi ho.”
Amrita ne thoda himmat jutate hue kaha,
“Par Ankita, agar Amit samajhne ke bajay gussa ho gaye to? Agar unhone mujhe apne liye nakam biwi samjha?”
Ankita thodi si hansi aur thodi si pyar bhari daant ke sath boli,
“Arey pagli! Bhaiya tumse pyar karte hain. Aur jahan pyar hota hai, wahan samajh aur patience bhi hota hai. Tumhe sirf ek baar dil khol kar unse baat karni hogi. Shayad unka dil halka ho aur tumhara dard bhi kam ho.”
Amrita ne dheere se sir hila diya. Uske dil me thoda sukoon aaya ki Ankita uske saath hai. Lekin ab bhi uske andar ek darr baaki tha — aaj ki raat ka darr.
Usne aankhon me ghoomti jhalar aur sajawat ko dekha aur socha,
“Kya main Amit ka samna kar paungi? Kya main unhe apne dil ka sach bata paungi? Ya phir ek aur raat sirf aansuon aur khamoshi me kat jayegi?”
Amrita ka to jaise poora josh hi thanda ho gaya tha.
Uski aankhen nam si thi, mehendi wale haath lap me rakh kar wo dheere se boli,
“यार तू सही कह रही है… main raat ka wait nahi kar sakti. Amit ka mood aur birthday kharab nahi kar sakti hun. Kyun na main kahi chali jaun? Tum unse bol dena ke main apni saheli se milne hospital chali gayi hun… ya kuch bhi bahana bana dena.”
Ankita ne turant gusse se kaha,
“Tum to rehne do भाभी! Itna ghatiya plan banati ho tum. Aur kahi jaane ki jarurat nahi hai. Main nahi chahti ke mere bhaiya apni chand jaisi bibi ko apne birthday par dekhne ka sukh miss kar jaye.”
Amrita ne aankhen jhuka li aur thodi der chup rahi, phir dheere se boli,
“नहीं दीदी… mujhe jaana hi hoga. Main Amit ko aur dukh nahi de sakti. Meri hi galti hai… mujhe ye mehendi, eyebrow, hair remove, facial sab nahi karana chahiye tha. Bekaar me unhe dukh pahunch jaayega agar mujhe panic attack ho gaya to.”
Ankita ne turant uska haath pakda, aur dant kar boli,
“Amrita भाभी… sochna bhi mat kahi jaane ka! Main keh rahi hoon… main tujhe aise bhaagne nahi dungi.”
Par Amrita par to jaise bhoot sawar tha Amit se door bhaagne ka. Usne haath chudaya aur sidha kamre ki taraf chali gayi. Almari se purse uthaya, dupatta sambhala aur darwaze ki taraf badhne lagi.
Tabhi Ankita tez kadam badhkar uske samne aa gayi aur garaj kar boli,
“भाभी agar ghar se bahar jaane ka socha bhi na, to main tumhe bandh kar tumhare kamre me lock kar dungi. Par main tumhe aise jaane nahi dungi.”
Ye lafz sunkar Amrita ekdum ruk gayi. Usne Ankita ki taraf dekha… aur usi pal Ankita ki aankhon me bhi ek ajeeb si chamak aa gayi. Dono ke chehre par ek saath halka sa smile ubhar aaya… jaise dono ko ek hi waqt me ek hi baat samajh aayi ho.
Jaise uss khatarnak problem ka asli solution unke saamne khud chal kar aa gaya ho.
Dono ne ek dusre ko zor se gale lagaya — woh hug aisa tha jisme darr bhi mila, himmat bhi. Phir dono sofa par baith kar shant awaaz me baat karne lage; jaise dono ne mil kar ek choti si strategy meeting shuru kar di ho.
Ankita ne dheere se bola,
“Bhabhi, tumhara dar hai ki panic attack kab aa jaye. To kyun na hum ek rehearsal kar le? Matlab practice. Hum jaanne ki koshish karenge ki kaunse exact pal par tumhara dimag wahi flashback dikha deta hai — kya koi touch, koi nazar, koi smell, ya sirf kiss ke idea se hi? Agar hum trigger identify kar lenge to hum usko control kar sakte hain, step-by-step exposure se.”
Amrita aankhon me bhaari si tasalli lekar sun rahi thi. Uske dil ke kone me kuchh umeed jagi — par saath hi guilty feeling bhi. Ankita ne aage bataya,
“Hum ye chhota plan karenge. Pehle tumhare liye ek safe-word decide karenge — jaise ‘Ruk jao’. Agar tum usse bologi, to main turant beech me aa jaungi. Pehle hum light exposure karenge: talk, then look, then just holding hands, phir ek gentle hug, phir halki si cheek-kiss — bas ek-ek step. Har step me tumhe agar uncomfortable lage to turant stop karenge. Aur agar tum chaho to main pehle bhaiya ki jagah khud role-play karungi — bus taaki tumhe pata chale ki kis pal tumhe problem hoti hai.”
Ankita ki baat sunte hi Amrita ke dimaag me kuch aur cheez bhi chalne lagi — woh wahi purani kahaniyan jo Amit chhup-chhup padhte the. Uske andar ek ajeeb si laharyna si uthi — nafrat aur ichchha dono ka mix. Usne khud se socha ki agar rehearsal me usse thoda sa excitement bhi mehsoos hua, to iska matlab kya hoga? Ye confused feeling uske chehre par reflect ho gayi — aankhon me sharm, honton pe halki si lakeer.
Ankita ne dekha to pyar se haath pakda aur bola,
“Bhabhi, ye normal hai. Trauma aur iccha kabhi kabhi ek saath chal sakte hain — isme tum guilty feel mat karo. Hum sirf identify karenge — kya tumhe flashback aata hai jab koi face-pass karega, ya jab koi lips touch karega? Hum small steps lenge aur record karenge — matlab tum bolna, main note karungi. Agar kuch bhi ajeeb hua to hum therapist se contact karenge. Samjhi?”
Amrita ne aankhen band kar ke gehri saans li. Aankhon ke kone se ek nayi chamak bhi jaag rahi thi — darein bhi, par himmat bhi. Usne phir thoda sharmate hue kaha,
“Thik hai… pehle… pehle tum mere saamne ho kar simple baat karo. Bas bol do jaise Amit bolta—pyar bhari awaaz me. Dekhte hain mere andar kya hota hai. Agar main safe feel karungi to aage badhenge.”
Ankita ne halka sa smile diya aur rehearsal ka ek simple plan bata diya:
10 minute casual baatein — news, family, cake — bina koi physical contact.
5 minute aankhon se aankhon milakar dekhna. Agar Amrita comfortable ho to—
Sirf haath pakadna 1 minute.
Short hug for 10–20 seconds with Ankita present and lights on.
Agar sab thik raha to blindfold test: Ankita blindfold karegi Amrita, phir nearby cushion pe Amit ke liye ek pillow rakh kar phir Ankita uska role-play karegi — light peck on cheek (Ankita ke roop me) aur phir Amrita ka reaction note karenge. Har step ke baad 5 minute break aur grounding exercise — deep breathing, paani peena, positive affirmation.
Dono ne har step ke liye safe-word aur signal set kiya: “Ruk jao” aur ek chhoti si finger-tap on table jo turant rok dega. Ankita ne reassure kiya ki wo pehle raat me hi sab nahi karegi — ye gradual process hoga.
Amrita ke chehre par ab thoda sa aastha dikhne lagi. Par uske andar ka woh conflicting emotion — kahaniyon ki jagi hui aag aur accident ka dar — abhi bhi chup nahi hua tha. Ankita ne notice kiya aur pyar se kaha,
“Bhabhi, agar kahin tumhare andar koi ajeeb si feeling bhi aaye — jo tum khud samajh nahi pao — to usko bhi chupana mat. Hum judge nahi karenge. Bas identify karenge, fir decide karenge.”
Amrita ne halka sa haan kiya. Uski awaaz me ab thodi si stability thi. Dono ne ek chhota sa prayer bhi kiya — simple sa — aur phir rehearsal ke liye halka sa warm-up breathing exercise kiya: 4-second inhale, 6-second hold, slow exhale.
Amrita ne finally “haan” bol diya. Ankita aur Amrita ne slow-slow steps le kar cheezein try karna shuru kiya. Lekin jaise hi Ankita ne Amrita ko kiss karne ki koshish ki, Amrita ne pata nahi kaise usse ek zor ka dhakka de diya. Ankita door jakar gir gayi.
Amrita turant dar gayi, uski aankhon me aansu aa gaye aur vo roti hui boli –
“Sorry didi… mujhe maaf kar do… main jaan bujh kar nahi kiya… pata nahi mujhe kya ho gaya tha.”
Ankita bechari jaise-taise uth kar boli –
“Koi baat nahi… yahi to hum dhundhne ki koshish kar rahe hain.”
Fir Ankita ne calmly kaha –
“Ab main tumhari aankhon par ek kaali patti bandhungi, aur phir tumhe kiss karungi. Dekhte hain tab bhi tum panic karti ho ya nahi.”
Ankita ne Amrita ki aankhon par black cloth bandha aur 5 minute ke liye use aise hi chhod diya taaki Amrita thoda comfortable feel kare. Ab Amrita ko kuch dikh nahi raha tha, vo apne aapko shant karne ki koshish kar rahi thi.
Udhar Ankita apna pichhwada aur pair sahela rahi thi kyunki pehle wale dhakke se lagi chot abhi bhi dard de rahi thi.
Thodi der baad Ankita dobara Amrita ke paas gayi. Jaise hi vo kiss karne ko aage badhi, Amrita ne bina dekhe hi ek aur zor ka dhakka mar diya. Uski aankhe bandhi thi, phir bhi reaction aur bhi tezz tha.
Is baar Ankita bechari seedhe diwar se takra gayi aur karah uthi –
“Bhabhi, jaan logi kya meri? Bechare bhaiya ka haal kya karti hogi tum to…”
Amrita ne thodi si thaki hui awaaz me bola –
“Didi rehne dete hain… main kahin chali hi jaati hoon… lagta nahi hai plan work out karega.”
Par Ankita kaha haar man-ne wali thi? Usne turant bola –
“Bhabhi, plan work karega… bas hume thoda alag tareeke se try karna padega.”
Is baar Ankita ne Amrita ki aankhon par kale duppatte se patti bandhi. Amrita dheere-dheere us andhere me khud ko adjust kar rahi thi ki tabhi Ankita apne kamre se wo bag utha layi jo usne aaj shopping me kharida tha. Jab Amrita lingerie kharid rahi thi, usi waqt Ankita ne ye bag secretly le liya tha.
Amrita kuch samajh bhi paati uske pehle hi Ankita ne ek jhatke se uske dono haath pakad liye aur pith ke peeche le jaakar rassi se kas ke baandh diye. Ab Amrita ki aankhen bhi bandhi thi aur haath bhi. Uske chehre par thoda tension aa gaya, saans tez hone lagi.
Ankita ko bhi thoda darr lag raha tha – kahin uska plan ulta na pad jaye. Par is baar usne decide kar liya tha ki Amrita ko kiss karne ka try karke hi rahegi. Ab asli test yahi tha ki is situation me Amrita panic hoti hai ya shant rehti hai.
Lekin direct kiss karne se pehle Ankita chahti thi ki Amrita apne bandhe hue haath aur bandhi aankhon ke sath thoda comfortable feel kare. Isliye usne Amrita ko aise hi 15 minute ke liye chhod diya.
Khud Ankita kitchen me chali gayi aur chai banani shuru kar di. Usne specially adrak–ilaichi wali chai banayi, kyunki use pata tha ye Amrita ki weakness hai.
Jaise hi chai ki khushboo Amrita ki naak tak pahunchi, uska tension dheere-dheere pighalne laga. Usne lambi lambi saansein li aur chai ki khushboo ko apne andar ghulne diya. Aankh band, haath bandhe hone ke bawajood, uski body relax karne lagi thi. Jaise kuch pal ke liye usne apne bandhan hi bhula diye ho.
Jab Ankita ne dekha ki Amrita bilkul relaxed ho gayi hai, uski saansein theek ho gayi hain aur wo chai ki khushboo me doobi hui hai… tab usne decide kar liya – ab time hai asli test ka.
Wo bina koi aawaz kiye, bilkul dhime kadmo se Amrita ke paas aayi. Amrita ab bhi lambi lambi saansein le rahi thi, chai ki adrak-ilaichi wali khushboo ko apne andar samet rahi thi. Uske chehre par shaanti thi, aankhen band, haath peechhe baandhe huye… jaise apne aap se door kahin aur chali gayi ho.
Ankita uske thik samne khadi ho gayi. Usne apni saans tak rok li, jaise kahin uski dhadkan ki aawaz bhi Amrita ko na sunai de. Dheere dheere wo Amrita ke aur jhuki, bas ek pal ki doori thi – uske honton ka sparsh Amrita ke gaalon ko chhoone hi wala tha…
Aur tabhi—
Amrita ki body ne jaane kaise react kiya. Usne achanak ek jor ki laat mari.
“धप्प्प!!!”
Ankita bechari pichhe jaa kar gir gayi. Itni achanak sab kuch hua ki use samajh hi nahi aaya kya hua. Sir zameen se takra jaata, par usne mushkil se apne dono haathon se sahara le liya. Phir bhi dard ki ek tez lehar uske poore jism me daud gayi.
Idhar Amrita, aankh band aur haath baandhe hone ke wajah se kuch dekh nahi pa rahi thi, na hi kuch samajh pa rahi thi. Wo bas apni jagah bethi hui rooh kaanpate hue awaaz me chillayi –
“Ankita… Ankitaaa…!!”
Bechari Ankita zameen par giri hui thi, uski saansein tez ho gayi thi. Usne bhabhi ko dekha, par kuch jawab dene ki himmat nahi hui. Usne aankhen band kar li aur bebasi me bas wahi zameen par padi rahi… jaise soch rahi ho, aur kitni maar khani baaki hai?
Amrita zor zor se rone lagi, “Ankita… tum theek to ho na? Mujhe kuch sunai nahi de raha… please mere haath khol do, aankh khol do… main kya karun? Mujhe kuch dikhai bhi nahi de raha… main kaise tumhari madad karun? Kuch to bolo… mujhe bahut darr lag raha hai…”
Ankita ne dard se karahte huye bhi apni awaaz sambhali, halki si hansi mix karke boli, “Bhabhi, main theek hoon… tu tension mat le aur rona band kar. Tumhari galti nahi hai… yahi to hum check kar rahe the ki trigger point kya hai.”
Phir jaise taise apna balance banate hue Ankita uth kar Amrita ke paas gayi, uska haath pakad ke sofa tak le aayi. Dono sofa par gir gaye, Amrita abhi bhi sulag rahi thi aur lagataar “sorry didi… sorry didi…” bol rahi thi. Ankita ne beech me taunt jaisa mara, “Arre pehle hi bata diya karo na, maar-kutai wali rehearsal hai to helmet le aau main!”
Thodi der dono chup baithi rahi. Fir jor se hasne lagi ab amrtia thodi relax huyi aur anankita bhi . Ankita ne glass me paani dala, khud piya, phir bola, “Ab suno… paani pila rahi hoon, please ab lat mat maar dena warna main sach me abki bar main hospital pahunch jaungi.” Amrita ne halki si hansi aur aansu mix karte hue paani piya.
Phir Ankita ne chai pilayi . Ilaychi-adrak ki khushboo ne Amrita ko thoda shant kiya. Ankita ne uske lips ke paas cup lagaya aur bola, “Ab chhod de na darr ko… bas yeh chai inhale kar… aur relax.”
Chai ke do sip ke baad Ankita ne phir se plan badla. Usne Amrita ko sofa se uthaya, hall ke beech khada kiya. Is baar usne carefully Amrita ke pair bhi rassi se bandhe — taaki wo phir se laat na maar sake. Amrita thoda ghabraye huye boli, “Didi… ye kya kar rahi ho?” Ankita boli bas ek last try kar rahi hun kyun ke ab kuchh nahi bacha jisse bandha ja sake aur na hi kuchh bacha hai jisse tu mujh par hamala kar sake.
Ab Amrita ki aankho par kali patti bandhi hai hath uski pith ke pichhe bandhe hai aur Ankita ne Amrita ke pairo ko bhi rassi se ek dusre ke sath bandh diya hai . Ankita ne is baar time waste nahi kiya. Seedha uska chehra apne dono haathon se Pakada aur uske hontho ko apne hotho me le liya …” ye kiss nahi french kiss tha dono ke hoth ek dusre se mil rahe the Amrita thodi panic huyi par Ankita ke soft soft lips aur danto ke bich Amrita ke gulabi lips the jeevan me pahela kiss tha ye Amrita ka jo use kisi ne lips par diya tha pahele to Amrita thodi panic huyi lekin fir dhime dhime shant hone lagi aur ankita ke kiss ko enjoy karne lagi .
Amrita aur ankita ek dusre ke kiss me itne kho gaye ke jaise wo do jism ek jaan ho wo bhul gayi ke wo dono ladkiya hai .
Kiss karte samay pata hi nahi chala ke kab ankita ke hath Amrita ki kamar se niche ghiskate huye use pichhwade ko dabane lage aur fir uski jangho se hote huye uske gol gol breast par pahunch gaye aur wo unhe press karne lagi .
Amrita ke body ko kisi aur ne aise pahele kabhi nahi chhua tha wo ek ladki thi uske body ko aise touch ki aadat nahi thi aur har ladki ki bas ek ichchha hoti hai ke uska sharir is tarah se sirf uska pati chhuye par har kisi ki kismat itni achchhi nahi hoti hai
Amrita Ankita ke baho se nikalna chahti thi aage pichhe hona chahti thi apne lips uske lips se alag karna chahti thi par wo bandhi huyi thi aage pichhe nahi ho sakti thi kyun ke pair rassio se bandhe the aur hath hila nahi sakti thi kyun ke hath pith ke pichhe kas kar bandhe the aankho par kali patti bandhi thi aur lips ankita ke muh me uske danto ke tale dabe the na bol pa rahi thi na hil pa rahi thi aur ajib bat ye thi ke wo panic bhi nahi feel kar rai thi
Kuchh der ke baad Jab Ankita ka man bhar gaya usne Amrita ke hontho ko chhod diya aur Amrita ne ek lambi saans li aur jaise hi kuchh bolne ko huyi uske pahele hi Ankita ne ek bar fir se uske lips apne muh me le kar use ek hor dar kiss kar diya
Ab Amrita panic nahi ho rahithi balki wo Ankita ke kiss me participate kar rahi thi Ankita ne kiss karte huye Ankita ke top me hath dal kar uske bra ka huk khol diya aur fir ek jhatake se Amrita ki salwar ka Nada khol diya Amrita ki Salwar uski kamar se sarak kar pairo me fas gayi Ankita jaise hi uski panty ki or badhi aur uska hath Amrita ki panty Utarne ko hua Amrita chikh padi didi ab ruk jao please iske aage mat badho
Aur Ankita ko hosh aaya ke wo kya karne ja rahi thi wo ek kadam pichhe hat gayi thodi der ke liye jaise uska sharir sunn ho gaya ke wo aakhir kya karne ja rahi thi use hua kya tha wo Amrita ko aise hi bandha hua chhod kar bathroom chali gayi
Amrita ki Aankhe bandhi huyi hai ,Hontho Laal ho gaye the Ankita ke kiss aur danto se byte ki bajah se , Hath pith ke pichhe bandhe hai Uski Top ke andar uski bra ka huk khula hua hai isliye uske breast aajad hai bra ki jakad se bra uske kandhe par jhul rahi hai panty pahene khadi hai Salwar pairo me padi hai Pair ek dusre ke sath Bandhe hai
Wo to bechari kuchh bhi kar hi nahi sakti thi jab tak ke Ankita use aakar khole nahi wohi ankita abhi abhi jo usne feel kiya tha jeevan ke pahele sex ki feelings ki aadhi wo andar se heeli huyi thi usne abhi abhi apni bhabhi ko kiss kiya tha uske kapade utare the aur use aise bandhi huyi halat me use lip to lip kiss kiya tha use samjh hi nahi aaya ke wo kya kare usne bar bar khud ka muh pani se dhula aur jab sab shant hua wo wapas hall me aayi
Jaha uski bhabhi apni jagah par dari huyi bandhi huyi khadi thi ankita ne ek bar fir se apni bhabhi ko upar se niche tak dekha aur bhabhi ke sath majak karte huye boli Bhabhi kash main Amit bhaiya ki jagah hoti to tumhari jabani ka sara juice bina dakar liye pee jati sach me bahut fursat se banaya hai apko banane wale
Log to bolte hai ke unki bhabhi sweet hai par aapke hontho ka ras pine ke bad main confidence se kahe sakta hun ke aap duniya ki sabse sweet bhabhi ho
Fir Amrita boli ab mera majak hi udati rahogi didi ya mujeh khologi bhi tumhare bhaiya ke aane ka time ho raha hai khol do mujhe bechare sadme me chale jayenge jis ras ko pine ke liey wo itne bechain the wo free me bata ja raha hai aur uski chori bhi unki khud ki bahen kar rahi hai chalo kholo mujhe
To Ankita boli khol dungi bhabhi par meri ek shart hai aap naraj nahi hoge kyun aaj aap bhaiya ke sath unka cake nahi kat paoge is bat se
Amrita boli kya matlab kyun nahi kat paungi cake unke sath
Ankita boli kyun ke bhabhi main tumhe ab kholungi fir main tumhe dulhan ki tarah sajaungi aur fir tumhe bhaiya ka suhagrat ka gift bana kar unke bistar par chhod kar aaungi .
Amrita boli achchha baba jo karna ho kar lena par ab mjhe khol do fir ankita ne amrita ke hath pair aankhe kholi aur Amrtia jaldi se nahane gayi fir Amrita ne Bra aur panty pahen li aur Ankita boli bhabhi aaj main apko taiyar karungi please
Amrita ne sharmate huye han kahe diya
Ankita ne almari se ek heavy red chaniya-choli nikaali, jis par golden embroidery aur moti ka kaam chamak raha tha.
Amrita ne thoda nakhre se bola,
Amrita (thoda sharma kar): “Arre Ankita… ye sab kya zarurat hai? Simple se kapde bhi theek rehte, main itna heavy kyu pehnu?”
Ankita (hans kar, thoda mischievous tone me):
“Are wah bhabhi! Aaj toh aapki pehli raat hai… aur aap keh rahi ho simple? Nahi nahi… Bhaiya dulhan ko dekhte hi fida ho jayein, aise sajaungi main aapko.”
Amrita sharma kar aankhon ko jhuka leti hai. Ankita ne uska haath pakad kar usse khada kiya aur pyaar se choli pehnane lagi. Choli pehantay waqt dono ki hansi chhoot gayi.
Amrita: “Arre zara dhyaan se… itni tight kyu kar rahi ho?”
Ankita (mazaak me): “Tight hi toh hona chahiye, warna bhaiya bolenge Ankita tumhari fitting hi kharab hai!”
Dono zor se hans padti hain.
Uske baad Ankita ne Amrita ko lehenga pehnaya jo floor length tha aur ghere me ghanti jaise baj raha tha. Amrita ghaghra ghoom kar khud ko dekhne lagi aur thoda blush kar gayi.
Amrita (dheere se): “Sach kahu toh mujhe khud hi lag raha hai jaise main ek princess hoon…”
Ankita (cute smile ke sath): “Aur dulhan bhi, bhabhi!”
Phir Ankita ne jewellery box khola jisme badi badi jhumke, maang tikka, nath, choker aur chudiya rakhi thi.
Ankita: “Chalo bhabhi, ab asli transformation shuru karte hain.”
Usne pehle Amrita ke kaano me bade golden jhumke pehnaye jo uske gaal ko touch kar rahe the. Amrita ne aankhen band karke ek halka “uff” nikala.
Amrita: “Bahut heavy hain ye…”
Ankita (hans ke): “Shaadi ke din sab heavy hota hai bhabhi… abhi aadat daal lo.”
Phir usne maang tikka lagaya, jo Amrita ke maang ke beech me latak kar uske chehre ko aur divine bana raha tha.
Ankita (nazar bhar ke): “Bas… ab toh aap bilkul filmi heroine lag rahi ho.”
Amrita (muskurakar): “Tum bhi na Ankita, itni tareef karke mujhe aur sharma rahi ho.”
Make-up ke liye Ankita ne pehle halka foundation, blush aur kajal lagaya. Amrita ki aankhen kajal lagte hi aur bhi gehri aur khoobsurat lagne lagi. Ankita ne lipstick lagayi toh Amrita ne zara nakhre se bola,
Amrita: “Bas Ankita, ab main aur sharmaungi toh tumhe rokna mushkil hoga.”
Ankita (teasing tone): “Bhaiya ko sharmao, mujhe nahi.”
Aakhri me Ankita ne dono haathon me red-golden chudiya pehnayi jo khanak rahi thi. Amrita apne haathon ko dekh kar khud muskurayi. Dupatta ko Ankita ne carefully Amrita ke sir par daala, uske kandho se ghoomate hue aise set kiya jaise ek asli dulhan.
Ankita (thoda emotional ho kar): “Waise bhabhi, aaj mujhe lag raha hai jaise meri asli behen shaadi karke ja rahi ho…”
Amrita ne Ankita ka haath pakad liya,
Amrita (narmi se): “Aur mujhe lagta hai jaise meri chhoti behen mujhe tayaar kar rahi hai… tumhari wajah se hi main itni sundar lag rahi hoon.”
Ankita ne Amrita ko khada kiya aur use kamre tak le gayi, jo gulabon aur diyoon se saja hua tha. Bed par gulab ke phool bikhe the aur ek meetha sa fragrance chha raha tha.
Ankita ne Amrita ko bitha kar halki si masti me bola,
Ankita: “Bas bhabhi, ab mera kaam khatam… ab aapko aage bhaiya sambhalenge. Main chali…”
Amrita sharma kar aankhen jhuka leti hai. Dupatte ke neeche uska chehra lal ho gaya tha.
Aur phir, kamre ka darwaza dheere se band ho jata hai…
Amrita man hi man sochti hai Ye ladki bhi na pata nahi karke manegi mujhe aise dulhan bana kar bitha gayi jaise aaj meri Shadi huyi ho 6 mahine ho gaye ab to shadi ko main koi nayi bahu thode hun
Aaj to Unka birthday hai pata nahi kya sochenge mere bare me ke husband ke birthday par kaun si ladki aise Taiyar hoti hai Abhi Amrita ye sab soch hi rahi hoti hai tabhi darbaja khulta hai samne Ankita thi
Bhabhi main chij to ham bhul hi gaye aur Amrita ko sahara dekar bed se niche khada kiya aur fir boli apne hath pichhe karo bhabhi aur apne thaile se ek rassi nikali aur Amrita ke dono hath Kamare ki lohe ki khidki se do or kar ke kas kar bandhe Ankita boli aisa karne se tumhare hatho me dard kam hoga aur tumhare pati tumhari chudiaya aur mahendi bhi dekh payenge agar pith ke pichhe bandhungi to wo hath nahi dekh payenge aur tumhe bhi jyada dard hoga.
Uske baad pairo ko bhi thoda sa failakar window ke jali se side by side bandh diya
Ankita boli isse ap jyada der aaram se khade rahe paoge aur bhaiya ko laat nahi mar paoge ab last chij bachi hai Aankho par patti wo abhi bandhu ya baad me
Amrita kuchhbolti uske pahele hi door bell baji aur Ankita jaise panic hote huye boli lagta hai bhaiya aa gaye aur jaldi se aankho par kali patti kas kar bandh kar kamare se bahar bhag gayi
Ab Amrita apne hi kamare me khidki se bandhi huyi hai hath pair aankho dulhan ke jode me dher sari jwellery se ladi huyi amit ke intejar me
Par thodi de me use laga jaise use garmi jyada lag rahi hai aur use samjhte der nahi lagi ke Ankita jaldi baji me Light band karne ke badle pankha band karke bhag gayi hai
Itni bhari lahenga chaoli me bandhi huyi Amrita bina Pankhe ke kuchh hi der me Garmi se pareshan ho gayi fir use laga jaise koi kamare me aaya aur pankha on kiya
Amrita jo struggel kar rahi thi wo band kar ke shant khadi ho gayi jaise Amit ka intejar kar rahi thi ke ab Amit uske pas aayenge aur uske lips par kiss karenge
Par tabhi kisi ne uski khuli kamar par chutaki kati aur jor se hasi ki aawaj aayi kya bat hai bhabhi aap to ek dam ready ho apni suhag rat ke kiss ke liye
Sorry bhaiya nahi aaye the cake wala aaya tha maine socha aap akele bor ho rahi hogi kamare me isliye apka hal chal dekhne aa gayi
To amrita boli ab aa hi gayi ho to aankhe to khol do jab tak tumhare bhaiya nahi aa te waise bhi to sajaye kala pani de hi rakha hai Ankita boli rahene do na achchhi lag rahi ho is lal dulhan ke jode me laal blindfold kafi match kar raha hai tumhari dress se
Amrita kuchh bolti uske pahele ho door bell baji aur Ankita boli agli baar bolna lagta hai abki bar bhaiya hi honge main chalti hun Amrita jor se chillai Pankha band mat kar dena is bar bahut garmi hai
Ankit ke jane ke baad kafi der baad darwaja khula is bar Amit tha Kamare ki ight chalu ki Samne Amrita uski bibi ke hath aankh aur pair bandhe huye dulhan ke bhesh me suhagrat ke kamare me samne khadi thi Amit Amrita ko aise dekh kar bola are ye kya hua tumhara hal ye kisne kiya main tumhare hath khol deta hun tum thik to ho na
Aur jaise hi Amrita ke hath kholne ke liye aage badhta hai Amrita jor se kahete hi ruk jao mere hath mat kholo pahele meri baat ko sun lo
Amit bolta hai to kya main aakhe khol dun to Amrita boli kuchh mat kholo bas meri bat suno
Sorry tumhara cake katne nahi aa payi par main tumhe tumhare birthday par kuchh alag gift dena chahti thi isliye maine khud ko aise bandha hai
Ab mere hath bandhe hai aankhe bandhi hai pair bandhe hai main dulahn ki tarah saji huyi apne pati ka intejar kar rahi hun ab main poori tarah se tumhari hun tum mujhe kiss kar sakte ho aur main tumhe dhakkar nahi dungi
Tum soch rahe hoge ke main pagal hun par main sach me pagal ho gayi hun apen pagal pan se mere pas koi aur option nahi bacha tha to please mujhe kholo mat pahele apna gift sweekar karo jahanpanah aur ek cute sa paaut wale round lips bana kar haste hue Amit ko apne or aane ka ishara kia Dono ki dilo ki dhadkane badh rahi thi Saanse tej ho rahi thi Kai mahino ka intejar ab bas khatm hone ko tha Amit ko uska pyar aur apna pahela kiss bas milne ko hi tha
Amit dhime dhime Amrita ki or badha uske chehre ko apne hatho me pakada aur uske galo par apne hoth rakhe fir gardan Mathe par aur fir uske gulabi lipstick wale hotho par kiss kiya fir niche baith kar uske pet ke beli button par kiss kiya aur fir Bandhi huyi Amrita ko apni bahon me kas kar jakad liya
Kuchh der panic huyi Amrita par ab dhime dhime wo shant hone lagi thi aur Amit ki baho me samane lagi thi